Hamari Muskurahat dekhkar Duniya ne Socha
ki hum Gham se Khali hai... Par Duniya ko kya Pataa,
ki jis Gham ke Baag me Duniya rehti hai,
Hum uss Baag ke Maali hai! ...
majburiya hamari wo jaan na sake,
farmano ko humare wo maan na sake,
kehte hai wo humein mar kar bhi chahenge,
jeete ji humein jo pechan na sake...
Sitaron ki Bhid se Churaya hai Aapko…
Dil se Apna Dost Banaya hai Aapko…
Is Dil ko Tutne na Dena…
Kyo ki isi Dil mein Chupaya hai Aapko...
Tanha ho kahi toh mujhe dhund lena...
Is Dunia se nahi apne Dil se puch lena.
Apke aas paas hi kahi rehte hain hum,
Yaadon se nahi, Saath guzare lamho se puch lena… ...
Aapki yaadon ke rehte hum tanha nahi,
aapko hum yaad na kare aisa koi lamha nahi,
apki yaaden bhi apka ehsas hai,
har waqt lagta hai aap humare pass hain...
aundi hai usdi yaad kise peer di tarah,
pathra nu cheer k kise teer di tarah,
eh sach hai k main usda ranjha na ban sakya,
per osnu main chaheya ik heer di tarah...
Hasi ki raah mey Gham mile toh kya kare,
wafa ki raah mey bewafa mile toh kya kare,
kaise bachaye zindagi ko dhokebazo se,
koi muskura ke dhoka de jaye toh kya kare...
Dil me base hai jara yaad rakhna,
yaade kaam pade toh yaad karna,
mujhe toh aadat hai apako yaad karne ki,
agar hichki aaye toh maaf karna
Nasha jaruri hai zindagi ke liye,
par sirf sharab hi nahi hai bekudi ke liye,
kisi ki nighaon mein doob jaaye dil,
bada hasin samundar hai khudkhushi ke liye… ...
Hum toh sirf aapki baat karte hai,
har dhadhkan pe aapka naam liya karte hai,
aap ho hume apni jaan se bhi pyare,
tabhi toh waqt bewaqt yaad kiya karte hai… ...
Har pal dil yehi dua nikalati hai,
Mera doston ko khushiyon ke sansar Mile,
Jo bhi Mujhe apne dost ne samjha,
Use Apni girl friend se bahno wala pyar mile.
Intezaar rehta har shaam tera,
Raatein kat ti hain le-le kar naam tera...
Muddat se baithe hain yeh aas paale,
Ki aaj aayega koi paigaam tera....