AB INTZAAR KI AADAT SI HO GAI HAI,
KHAMOSHI EK HALAT SI HO GAI HAI...
NA SHIKWA NA SIKAYAT HAI KISI SE
KYUNKI AB AKELEPAN SE MOHABBAT SI HO GAI HAI...
Dosti Ki Raho Mai Kabhi Akelapan Na Mile,
Aai Dost Zindagi Mai Tumhe Kabhi Gum Na Mile...
Dua Karte Hai Hum Khuda Se,
Tuhme Jo Bhi Dost Mile Hum Se Kam Na Mile...
Tanhai me akelapan saha na jayega.
Par mehfil me akela raha na jayega,
Unka saath na ho fir bhi jiya jayega,
Par unka saath koi aur ho ye saha na jayega
Aaj tanhayion ko isqe hai humse bepanah,
kabhi hum tanhai se do pal ki dosti kiya karte the,
khamosi ki parchaiya hain jab bhi dekhta hun main
kabhi in parchaiyo ke muskurate chehre hua karte the...
Ek Baar Mila Bhi Mauka Kisi Ki Chahat Ban-ne Ka,
Lekin Hum Use Bhi Gawa Baithe,
Usne Khud Apne Pyaar Ka Izhaar Kiya,
Lekin Hum Uske Pyaar Ko ek shaq ki Hi Najar se Nakaar Baithe,
Us Samay Pyaar Se Mahroom The,
Aaj Use Khone Ka Dard Dil Ko Rulane Laga Hai,
Zindagi To Khoob Jee Hamne,
Par Ab Ye Akelapan Satane Laga Hai…
Akelapan aab hume satata hai,
din mai sapne or raato ko jagata hai,
kaya karengi iss khali imaarat jaise dil ka haal janke,
kyunki ab toh aise bi akelepan se mohabbat si ho gai hai !!!
Tanhai Me Akelapan Sahaa Jaega..
Par Mehfil Me Akela Rahaa Naa Jaega…
Unka Sath Na Ho Phir Bhi Jiaa Jaega..
Par Unke Sath Koi Aur Ho Wo Sahaa Naa Jaega...
Aaj hum akele hain kabhi vo hamare sath hua karte the,
hamara har din har raat hua karte the,
unke jane se bujh se gaye hain ab tou..
varna mohabbat ka sailaab hua karte the……..